How To Create AdSense Account In Hindi
Hello Dosto....
Aaj main Apko Btaunga ki AdSense main Account Kaise Bnaye or AdSense AccouAap Bnane Ki Puri Jankari Apko Yaha Par Mai Dunga...
Aapne Dekha hoga Mere Blog Main Abhi Tak ek Bhi AdSense ke Baare Main Koi Post Nahi Hai Kyuki Mere AdSense Account Jab Approve Hoga to hi me uske baare main post karunga ya Apko uske Baare main Jankari Dunga
Maine Bahut Se Blogger Ko Dekha hai ki Unka AdSense Account Approve nahi hua Hota Hai or Unke Blog ya Website main AdSense ke Baare main puri post ki huyi hoti hai main unse puchna chata Hun ki jab apko uske Baare main koi Jankari nahi hai to aap kaise dusre ko uske Baare main bta Sakte Hai main unko ye btana chata hu ki aap kisi dusre ki post ko padkar ye Sab apne blog main post na Kare jab tak Apko iske Baare main puri knowledge na ho Es baat ka Khas Dhyaan de Aage Aapki Marzi....
AdSense Account Kaise? Bnaye
To Sabse Pahle App Chrome Browser Mai Google.com Khol Le Uske Baad Google Mai AdSense Likh Kar Search Kare..
Phir aapke Samne ye Page Open hoga..
Phir Aap AdSense Google Par Click Kare or phir Aapke Samne Ek or Page Khulega Kuch Es parkar se...
Ab Aap SIGN UP NOW Par Click Kare or phir Aapke Samne ye page Open Hoga.
Ab Aap Login With this account par Click Kare jis google account par aapne blog bnaya hai...
Phir aapke pass ye page open hoga....
Ab Aapke Pass- 2 Option honge
1st Option me Aapki Website ya YouTube channel ka URL
2nd me Aap language select Kare Jo apke blog ki hai agar Apka blog Hinglish language me hai mere blog ki tarah to aap English hi Selecte Kare or agar aapko blog ya Website full Hindi language me hai to Hindi selecte Kare
Or aise hi agar Apka YouTube channel Hindi me hai to Hindi nahi to English me hai to English..
Phir Save And Continue par click Kare
Ab aapke samne ye page open hoga..
1. First me aap country Selecte Kare Jaise India...
2. Me Timezone India ka Time Zone +05:30 hai..
3. Me aap Individual selecte Kare
4. Pay name par Aap apna WO hi name like jisse Apka Bank Account ho bilkul waisa hi Jaise mera Naam Anuj Sharma hai...
5. Yaha par Apna Bilkul Sahi Addresse Likhna hai Kyuki es Address me Apko AdSense Ek pin send karta hai...
6. Aapki City ka Naam
7. Aapke State ka Naam Example- Uttrakhand
8. Yaha par Apko Apni jagah jaha aap rahtey hai uska Pincode Likhna hai Agar apko Pincode nahi pata to Apne Post Office me jakar pta kar le...
9. Ab apko phone number ke liye pucha jayega aap apna phone number likh le..
10. How did you get to Know AdSense? Yaha par aap chose kar le....
11. AdSense Email Preferences - yaha par San Yes. Yes par Tick Kare...
12. Submit My Application Par click Kare...
Ab aapne Apni Website ke liye ya YouTube Account ke liye AdSense Apply kar liya hai ab Apko AdSense ki Taraf se Ek AdSense Approved ka Msg aayega apki email Id par Ab Ye 2 ya 3 din baad bhi aa sakta hai ya 1 week ke baad ya phir 1 month ke baad......
Agar apko post Achi lagi ho to comments Kare or share Kare.... Dhnywaad...